Ek samay ki bat he priyaju apne nij mahal me apni sakhiyon ke sath hash-parihash kar rahi thi
tabhi wahan achanak ek pandit ke rup me ek mahatmaji ji aye aur bole are beta kuch bhichha dedo, itne me kishoriju ne kahaa ki thik lati hu shriji chali gayi jab kishori ju aati he to dekhti ki wahi mahatma shri krishna ki burai karate hue kahaa ki are bah nand ka chhora to bahut hi bekar he bah to esa he bah to besa he es prakar se bah mahatma shri krishna ki bahut burai kar raha tha tab kishori ju se ye burai bardast na hui aour mahatma se kahaa ki are tum hamare pyare ki burai kar rahe ho tum chale jao yahan se tum to bahut hi dust atma lagte ho are bo shri shyam sundar sabka kalyan karane ke liye is dharti par Awatar liya he or tum to unki ninda karte ho itni bat sunte hi shri krishna ki ""Ankhon se Ansuo ke panare chalne lage aur kaha ki he kishori ju me Apke prem se atyant prashann hu jo tum krishna se itna prem karati ho me ek nishtur jo aapne mujh jaise nishthur ko bhi Apne prem karane ki paribhasha sikhadi ki Hakikat me pyar kya hota hai dhanya ho kishoriju dhanya ho esa kahate kahte hamare shri shyam sundar neel mari gokul chand shri krishna foot-foot kar rone lage-------------------------------is prakar se hamare thakur ka jab rona band nahi hua to hamari khishoriju ne puchaa are abhi to aap shyam sundar ki ninda kar rahe the ab itna rote rote kyo bilakh rahe ho Itne wahan khadi shri haridas dulari shri Lalitaji ne kari ki are priyaju ye wahi chaliya jis ki aap ninda nahi sun sakti itna kahaa hi tha ki shriju itni Byakul hui ki thakur se milne ke lie atur hui ki iska bardan nahi kiya ja sakta tkatur shri shyam sundar apne mool swaroop me aa gaye aur unhone socha yadi kishoriju ko yadi maine darshan nahi diye to bah mere birah me aour byakul ho jayegi or thakur shri krishna ne apna chadam bhesh tyag diya or mool awashtha me aa gaye aur shriji ko apane anko me bhar liya or rote -rote kahaa ki he priyaju me to bahur hi nishthur aor pashad hu jo mene apna swaroop nahi dikhaya aor apko itna kashta diya dhanya vihariniju jo aapne mujhe aj dikhaya ki premika ka pyar preetam ke prati kya hota he . aur shri thakur bolte-bolate, dekhate - dekhte Ekakar ho gaye . dosti Isko kahte he sachcha pyar, sachchi mohabbat .
Bandhuo prem karana ho to mere thakur ji se karo jannat hi nahi duniya badal jayegi.

No comments:
Post a Comment