EK---------din ki bat hai shri nand baba gou charane ke vrindavan ke ghore jangal me gaye aur sath me kanhiya ko le gaye, sandhya ki vela thi tabhi achanak tej andhi-toofan aaya aur tej barishn hone lagi =====bijli chamak rahi thi nand baba ghabra gaye kahne lage ki kaisi aaj musibat an padi aaj sath me lala ko lekar aya tabhi ye batabaran bana.
kanhiya ko bachane ke tai baba ne pass hi khade ek baat briksh ke neeche jakar, kanhiya ko apni godi me liya aur chupakar baith gaye .
tabhi usee samy bahaa par ek -11 barshiya chhoti si kanya prikat hui bo itni sundar , itni sundar thi esa lag rahaa tha ki karono soorya ek sath uday hue ho tabhi -- nand baba man hi man sichne lage are kiti tribhuban sundar , tejaswani balika jo adwatiya hai , ye is ghor jangal me kya kar rahi hai. bo balika nand baba se kahne lagi are baba tum apne balak ko hamari god me dedo. baba ne ek bar bhi nahi socha aur kanhiya ko us balika ke hath me de diya.
thodi hi der me baba ne dekha ki , tattchhar us balika ne apna roop chota- kanhiya jitna roop dharan kiya , naradji prakatya hue uske bad vramhaji bi prkatya hue bahi usi bat briksh ke neeche dono ka parighrahan sanskar karbaya, devta foolon ki barsha karane lage is prakar vibah sampann hua aur sabhi antardhyan ho gaye---andhi bhi than gayi barish bhi band ho gayi.
to dosto is prakar shri thakur ji ka shri radha rani ke satha prem vibah hua.
PREM SE KAHO --- JAI SHRI KRISHNA- RADHE